Ghazal

Khamosh hoon, magar dil mein toofan chhupa hai

Har ek muskurahat ke peechay gham chhupa Hai

kya jaanein log is chup ki gehrai koJo kuch kaha nahi, woh hi to sab kuchh kaha hai

Tanha sitaron se raat bhar baatein ki , Har lafz mein tera hi ek chehra dhundha hai

Na poochh bechaini ka sabab aye dost

Khamoshiyon ne khud se bhi raaz chhupa hai

Ishq bhi tha, dard bhi, aur wafaa bhi thi

Magar in teeno ka anjaam khamosh raha hai

Leave a Comment