Chaha tha kehna sab kuch , Par zubaan saath na de paayi ..
Woh samajh na saka aankhon ki boli ,aur main chup reh gayi…
Nigahon ne kai baar kaha , par labh Khamosh rehe…
Be zubaan si thi mohobbat, be-asar sa har ehsaas reh gaya…
Jo kehna tha tum se , woh dil me hi reh gaya …
Writer:- taniya khan